Yadon ki kimat woh kya jane.
jo yadon ko khud hi mita diya karte hai,
yadon ka matlab to unse pucho,
jo yadon ke sahare
zindagi bita diya karte hai
Mohabbat ho gayi jinse
shikayat unse kya hogi?
Zubaan taq baat jo aayi
yaqeenan wo dua hogi.
agar wo rooth gaye mujhse,
to zaroor koi meri hi khata hogi...!